Agar ap ke dànt me dard hai to yeh desi totkay zaroor azmaye inshallah ap ka dant ka dard ghaib ho jàye ga.
1.danto me dard (teeth pain) me kacha piyaz rakhne se khatam hota hai.
2.dant ke dard se nijat pane ke liye teeth me long(clove) ka istemal karen.
3.din me 2 martaba toothpaste karen isse bacteria infection nahe karen ge aur ap dant ke dard se mehfooz rahen ge.
4.palk ke paton ko saaf kar len aur rozana chabaye isse bhi dant ka dard thek ho jaye ga.
5.amrood ke paty chabane se bhi dard ghayeb ho jata hai.
6.namak ke ghararey karney se bhi ap ka dard thek ho jaye ga.

Umeed he ap ko meri post pasand aye gi like aur comment dena na bholiye.